Pyar jab jism ki cheekho mein dafan ho jaye odni is tarah uljhe ki kafan ho jaye
ghar ke aisas jab bazar ki sharto mein dhaleajnabi log jab hamrah ban ke sath chale
labon se asman tak sabki dua chubh jaye bheed ka sor jab kano ke pass ruk jaye
sitam ki mari hui waqt ki in ankhin mein nami ho lakh magar fir bhi muskurayeinge
andhere waqt mein bhi geet gayenge.....................................................................
log kehte rahein is raat ki subah hi nahi keh de suraj ki rosni ka tajurba hi nahi wo ladaye
ko bhale aar par le jayen loha le jaye wo lohe ki dhar le jaye jiski chaukhat se taraju tak
ho unpar girwi us adalt mein hamein bar bar le jaye hum agar gunguna bhi denge to wo
sab ke sab humko kagaz se hara kar bhi har jayenge andhere waqt mein bhi geet gayen
jayenge .........................................................